+91-8800889362
iliyaz0088hasan@gmail.com
Facebook
Twitter
LinkedIn
YouTube
Instagram
Hindi and urdu shayari
  • Gazal
  • Nazm
  • Sher
  • Rubaai
  • Urdu Formats
    • Song
    • Valentines Day
0 0

Best Insaniyat Shayari in Hindi | इंसानियत शायरी

February 23, 2021Rehaan
Read Time:6 Minute, 58 Second
Insaniyat shayari

Insaniyat shayari

insaniyat shayari in hindi and urdu

चांद को भी ना-पाक किया चांदनी को भी पैरों तले कुचल दिया
आए इंसान तूने इंसानियत का हवस कि इंतेहा में कितनी बेदर्द से क़त्ल किया

डरता हूं कांप जाता हूं औरत हूं वरना मैं भी किसी की निगाहों में बेपर्दा हो रहा होता

करता वगावत तो मार दिया जाता थक हार जाता तो किसी के बिस्तर पे सो रहा होता

आज जिस्म ही सब है जिस्म ही हर रिश्ता है, इस जिस्म की ख्वाहिश ने ना जाने कितनो को बे-अक्ल किया

अब चांद सी महबूबा नहीं मांगता ना ही चांद सी औलाद
ना जाने कौन सी नज़र कर दे उन्हें बर्बाद

सोचता हूं मर्द होके इतना डरा हूं तो उस जात पे क्या गुजरती होगी

जिस रात खेला जाता होगा उसके जिस्म से उस रात पे क्या गुजरती होगी।

मां- बहन माफ़ करना तेरे लिए पिंजरा बना रहा हूं तेरे अरमानों को तेरी ख्वाहिशों को कैद किए जानता हूं।

मगर क्या करूं इस दुनिया के उसूल नहीं समझ आते
यहां तो हर लम्हा किसी ने किसी का मुकद्दर बदल दिया।

तेज़ आंधियां है और दुपट्टा तेरे सिर का नाजुक है
लग ना जाए तुझे किसी की नज़र बस इसी बात का दुख है

एक फ़ूल सा था वो किसी मनचले ने आवारगी में गिरफ़्तार कर लिया
ना थी उसकी मर्ज़ी जबरन उस से प्यार कर लिया

इबादत में है वो आज इंसाफ की फ़रियाद लेकर
ये दुनिया उसे ठुकरा रही है तोहमतें लाख दे कर

ना गुज़रा कोई ऐसा लम्हा जो आवरू ना छीनी हो
इस हवस ने तन्हा ज़िंदगी का हर पल किया

एक तरफ उसे मुकद्दर कहते हैं जहान का
एक तरफ मोल करते हैं उसके लाए सामान का

बेटी के लिए जन्नत तलाशते हैं बहू उन्हें गवारा नहीं
अब है हर परिवार की तो ये विचार धारा नहीं

मगर ज़ुल्म फिर भी होता है मगर सताई फिर भी जाती है
पैदा होने से पहले मारने का पाप भी करते है ज़िंदा जलाई भी जाती है

बात आती है जब कन्निया खिलाने की तो जा जा के दूसरों के घर बुलाई जाती है

कभी नक़ाब का हवाला देकर कभी बेनकाब घूमने पर
परवाज़ तो देते हैं मगर पवंदी भी होती है आसमान चूमने पर।

अए ख़ुदा इस मुश्किल से तू नि-जात दे दे
हर मर्द के हिस्से में एक हसीन औरत जात दे दे

जब डर हो खो जाने का घर का उजाला
जब इज़्ज़त के जाने के डर से ना उतरे गले से निवाला

ऐसी सोच दे सबको ना बिखरे किसी के गले की माला

एक मेरे ख्याल से तो जहान बदल नहीं सकता कुछ बे अक्ल लोगो ने शहर को वीरान जंगल किया

चांद को भी नापाक कर दिया चांदनी को भी पैरों तले कुचल दिया
आए इंसान तूने इंसानियत का हवस कि इंतेहा में कितनी बेदर्द से क़त्ल किया|

insaniyat shayari in hindi and urdu-इंसानियत शायरी-In Hinglish

Chand ko bhi na-paak kar diya chandani ko bhi pairon tale kuchal diya

Aye Insaan tune insaniyatt ka hawas ki intehaa me rahe ke kitni bedardi se Qatal kiya

Darta hoon main kaanp jata hoon Aurat nhi hoon warna main bhi kisi ki nigaho me beparda ho Raha hota

Karta jo baqawat to maar Diya jata
Maan jata thak haar ke to kisi ke bistar pe so Raha hota

Aaj jism he sab hai jism he har rishta hai
is jism ki khwahish ne na jane kitno ko be-akal kiya

Ab Chand si mahebooba nhi mangta na he Chand si Aulaad
Darta hoon na jane kaun si Nazar kar de barbaad

Sochta hoon mard hokar main itna dra hoon to us jaat pe kya guzarti hogi
Jis raat khela jata hoga jism se apni bhook ke liye us raat pe kya guzarti hogi

Maa bahen Maaf karna jo main tere liye pinjra bana raha hoon
Tere jeene tere Armaano ko Qaid kiye ja raha hoon

Magar kya Karun is duniyaa ke usool nhi samjh Aate
Yaha to har lamha kisi ne kisi ka pura mukaddar Badal diya

Tezz Andhiya hai aur dupatta tere sar ka najuk hai
Mere sanam tujhe lag na Jaye nazar kisi ki bas isi baat ka dukh hai

Nikal de maula ni-jaat dede Har mard ke haq me ek haseen Aurat Jaat dede

Jab dar ho unhe khone ka Apne Ghar ka ujala
Jab izzat ke dar se na utre gale se nibala

Aye khuda tu wo soch de jis se bikhre na kisi ke gale ki mala

Ek Phool sa tha wo kisi manchale ne Aawargi me giraftaar kar liya
Na thi uski marzi jabran us se pyaar kar liya

Ibadat main hai Aaj wo Apne insaaf ki fariyaad lekar

Ye duniya thukra rahi hai usko tohmate laakh dekar

Na guzra koi aisa lamha jo Awruu ne cheeni ho is Hawas ne Tanhaa jindagi ka har pal kiya

Chand ko bhi na-paak kar diya chandani ko bhi pairon tale kuchal diya

Aye Insaan tune insaniyat ka hawas ki intehaa me rahe ke kitni bedardi se Qatal kiya

Ek Taraf kehte hain use mukaddar jahaan Ka
Ek Taraf mol karte hain Uske laaye dahej ke samaan Ka

Beti ke liye jannat talaashte Hain bahu unhe gawara nhi hoti

Insaniyat shayari

Ab ye bhi to sach hai har parivaar mein ye vichar dhaara nhi hoti
Magar zulm phir bhi Hota hai magar satai phir bhi jaati hai

Garbh mein he Marne Ka paap karte hain zinda jalai bhi jaati hai

Baat aati hai kanniya khilane ki to doosro ke Ghar jaa jaa ke bulai jaati jai

Kabhi naqaab Ka hawala deke Kabhi ne-naqaab ghumne par
Parwaaz to dete Hain magar pawandi bhi hoti hai asmaan ko chumne par

Ek mere khyaal se to ye jahaan badal nhin sakta
Kuch be-akal logo ne shaher ko veraan jangal Kiya

Chand ko bhi na-paak kar diya chandani ko bhi pairon tale kuchal diya

Aye Insaan tune insaniyatt ka hawas ki intehaa me rahe ke kitni bedardi se Qatal kiya

insaniyat shayari in hindi and urdu- इंसानियत शायरी .

Also Read: Insaniyat shayari

किसी सूफ़ी कलाम सी तेरी परछाई
ढलती हुई सी रात ने बात ख़राब कर दी।
जब मेरा मुंसिफ ही मेरा क़ातिल हो।
हमने भी बेशुमार पी है ! नज़रों के प्यालों से।
तेरे हुस्न की तस्वीरों का आखिर …
इंतेजाम सब कर लिए सोने के अब नींद भी आ जाये तो करम होगा।
जिसे बनना ही ना हो आख़िर हमसफ़र किसी का।
क्या सितम है के उन्हें नजरें मिलाना  भी  नही  आता। 
खयालों में तो रोज़ ही मिलते हो आके।

viralwings.in

Insaniyat shayari

Share

Facebook
Twitter
Pinterest
LinkedIn

About Post Author

Rehaan

facetofacepoetrys@gmail.com
http://www.facetofacepoetrys.com
Happy
Happy
0 0 %
Sad
Sad
0 0 %
Excited
Excited
0 0 %
Sleepy
Sleepy
0 0 %
Angry
Angry
0 0 %
Surprise
Surprise
0 0 %
Post Views: 2,166
Previous post Sher Shayari Kaise Likhe|5 ग़लती लिखते वक्त करते Next post Hindi Poetry On Love | Best Romantic Shayari

Related Articles

Alone Shayari in Hindi | 60+ Best Alone Poetry

February 24, 2021Rehaan

Average Rating

5 Star
0%
4 Star
0%
3 Star
0%
2 Star
0%
1 Star
0%
(Add your review)

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

kaam

  • Disclaimer
  • Privacy Policy
  • About Us
  • CONTACT US
Copyright © 2021 facetofacepoetrys. All Rights Reserved