
indian army shayari पढ़ें उर्दू की शायरी हिंदी में, आपको यहाँ बहुत सी शायरी पढ़ने को मिलेगी जैसे- sad shayari , breakup sad shayari , romantic shayari, bewafa shayari. आप हमारी शायरी को अच्छे से पढ़ने के लिए Instagram पे भी पढ़ सकते हैं. Because you can read eisly there and share with friends. So are your for read this amazing hindi shayari? let’s start! indian army shayari
Main Apni maa mohabbat ko chhod ke tujhpe mar mita hoon
Meri jindagi bhi teri meri jaan bhi hai teri
Main tere aksh se he to bana hoon
Na ek majhab kabhi rakkha na kabhi dharm me khud ko tola
Aayi jab eid kya yaad ali ko aayi jab diwali jai shree ram bola
Hifazt thi desh ki kandho pe is liye neend se bagawat ki
Na jane kitne mere bhaiyo ne desh ki khatir apni shahdat di
Darr nhi dusmano ka ab dar lagta hai apne he desh walo se
Ik dusre ko jo mitate hain un majhab ke bhes walo se
Meri Aap sab se ye ilteja hai hamari kurwaniyo ko Jaya na jane do
Desh ke he hatho desh ka na khoon tum bahane do
Jaan lo Tum itna insaaniyat insaano se he hoti hai
Dekh ke tumhara ye bharam desh ki mitti bhi roti hai
Sath rote hain humare desh ke veer jawaan aur kisaan
Dafan bhi wahin hote jalte bhi wahin hai jaha katata hai insaan
Padha tha bachpan me dharti baati sagar baato mat baato insaan ko
Aaj dekh ke tumhara batwara khud hairat me hai allah aur bhagwaan
Kaha tha shi kisi ne kitna badal gya re insaan kitna badal gya re insaan
Hamare marne pe do Aashu baha lete ho
Yaad karke hamari kurwaniyo ko mombattiya jala lete ho
Mat karo jaya humpe thodi roshni dil me Apne tum jagao
Abhi bhi waqt hai yaaro sambhal jao
Abhi bhi waqt hai yaaro sambhal jao
If you want to write poetry like Gazal, Nazm, Shayari/Rubaai and Sher you can write easily with us “Urdu Formats” So are you ready to write the best poetry, I hope you can definitely write the best poetry so try and explore a new world. you can also read how to avoid writing mistakes. Indian army Shayari
Also Read indian army shayari
किसी सूफ़ी कलाम सी तेरी परछाई
ढलती हुई सी रात ने बात ख़राब कर दी।
जब मेरा मुंसिफ ही मेरा क़ातिल हो।
हमने भी बेशुमार पी है ! नज़रों के प्यालों से।
तेरे हुस्न की तस्वीरों का आखिर …
इंतेजाम सब कर लिए सोने के अब नींद भी आ जाये तो करम होगा।
जिसे बनना ही ना हो आख़िर हमसफ़र किसी का।
क्या सितम है के उन्हें नजरें मिलाना भी नही आता।
खयालों में तो रोज़ ही मिलते हो आके।
Follow us on Instagram
Average Rating